Hello friends Aaj ke Time Me Har Aadmi Ka Sapna Hota Hai ki wo internet par Apni pehchan banaye Aor Internet Se Paise Kamaye Agar Aap Internet Se Nahi Jure Hai Aor Jurna Chahte Hain Toh Abhi Apna Free Blog Banaye wordpress par.
Lekin Kaise Iske Baare me Mai Aapko Uska Tarika Bhi Batunga . Iski Bhut Simple Progress Hain Bs Aapko Step by Step Janna Hoga . Internet par Apni Pehchan Banane Ki Liye Aapko jayda Kuch Karne Ki Jarurat Nahi Hogi Bs Apna Profile Complete karna Hoga .
* नौकरी या बिजनेस क्या है बेहतर ?
* WhatsApp से पैसा कैसे कमाए
* Mujhe apni website banani hai
WordPress Par Free Blog Kaise Banaye
Jaisa Ki Aapko Ek Baat Jo Jarur Jan Leni Chahiye Ki Internet EK esi Jagha Hain Jaha Par Ham Apne Vichar Ek – Dusre Logo Ke Sath Share Kar Sakte Hain . Bs Iske Liye Hame Ek Platform Chahiye Jaha Par Ham Apne Vichar Ko Share Kar Sakte Aor Google Ki Sahayta Se Logo Tak Paucha Sake . Isliye Mai Yaha aapko Bataunga ki Internet Yaa Google Par Apna Free Blog Kaise Banaye . Yaha Bs Aapko Meri batai Hui kuch step follow karni hogi aor aapko sirf 5 minute ka time Lagega .Lekin Yaha Par ab Ham Janenge ki
Free Blog Kaise Banaye WordPress Par.
Yaha Ek Baat Jarur Dhyan Rakhe ki WordPress Par Ham 2 Traha Se Bana Sakte Hai Aor Dono me Fark Bhi Hai.
* Hosting Lekar WordPress blog
Hosting Kya Hoti Hai ??
Hosting kya hai !! Agar Seedhe Sabdo Me Samaje toh Hosting Usi traha Hai Jis Traha Ham Kishi City Me Kiraye Ke Ghar me Rehte Hai . jisme hamko Ghar Ka Kiraya Dena Hata hain .
Toh Agar aap Paisa kamana chahte hain Aor Badhiya Look Site banana Chahte Hain aor apna pura control lena chahenge toh aapko iske liye Hosting Leni hogi Jiska Kharcha 400-500 Per month hoga .
* Bina Hosting ke wordpressAgar aap kuch bhi paise Kharch nahi Karna Chahte hain aor free me banana chahte hai toh bana sakte Ho Lekin WordPress par free site banakar Aap paise Nahi kama sakte ho sirf post likh sakte ho .
WordPress Par Free Blog Kaise Banate Hai?
wordpress par blog banane ke liye aapko hosting leni padegi. wese to aap wordpress.com par free blog bhi bana sakte ho but usme aap theme change nahi kar sakte or kei or important customizing kar sakte. agar aap wordpress par new hai to mai aapse kahunga ki aap ek bar kisi free hosting dene wali site se hosting le kar wordpress ko pahle samajh le. uske bad kisi achi hosting site se hosting le kar blog banaye.
“Yaha mai aapko wordpress.com par free blog banane ke bare me bta raha hu. agar aap paise kamane ke liye blog banana chahate hai to hosting le kar hi blog banaye.”
Step 1
sabse pahle wordpress.com site par jaye or create blog par click kare.
Create blog par click karte hi aapko koi theme choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.
Step 2
ab aapko blog ka koi bhi domain choonna hai. free domain ke liye domain me wordpress.com lagaye jaise examplale.wordpress.com image me btaye anusar free domain ke samne select par click kare.
Step 3
ab select free plan par click kare.
Step 4
apna email address bhare jisse aap wordpress blog banana chahate hai.
username select kare.
strong password banaye.
create account par click kare.
Bas ab aapka wordpress par blog ban gaya hai. ab aap se email verify ke liye kaha jayega. email inbox me ja kar wordpress message me link par click karke verify kar sakte ho.
* JOB VS BUSINESS:(IT'S YOUR LIFE)
* Jio SIM free internet computer Laptop Me Kaise Chalaye
Ab customize your site par click kare or aap wordpress blog ke dashboard par pahuch jaoge. agar aapko wordpress ke bare me koi sawal puchna ho to comment kare.
Chipu Nagar,
wordpress-free-blog-create |

Create wordpress account |
Create blog par click karte hi aapko koi theme choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.
Step 2
ab aapko blog ka koi bhi domain choonna hai. free domain ke liye domain me wordpress.com lagaye jaise examplale.wordpress.com image me btaye anusar free domain ke samne select par click kare.
Step 3
ab select free plan par click kare.
Create wordpress account |
Step 4
apna email address bhare jisse aap wordpress blog banana chahate hai.
username select kare.
strong password banaye.
create account par click kare.
Bas ab aapka wordpress par blog ban gaya hai. ab aap se email verify ke liye kaha jayega. email inbox me ja kar wordpress message me link par click karke verify kar sakte ho.
* JOB VS BUSINESS:(IT'S YOUR LIFE)
* Jio SIM free internet computer Laptop Me Kaise Chalaye
Chipu Nagar,
1 comments:
Bhim app not working in Your mobile phone? Here is Complete Solution
The nice post
Post a Comment