27 March, 2017

Apko apke pahli blog post me kya likhna chahiye hindi me??





To apne ek blogger banne ka fesla le hi liya hai. To ap ek esi zindgi jeena chahte he ki. Jisme kisi ko bhi apko ye btane ki zarurat nhi ho ki kya karna he? Kese krna he? Kab karna he?


Apko apke pahli blog post me kya likhna chahiye hindi me??



Yhi hum sabhi chahte he sahi kha na mene? Or sach yhi he ki esi aajadi or luxuries humko blogging se mil sakti he. Par esi avstha me pahuchne ke liye hume ye fix karna pdta he ki hum jo bhi kar rhe he vo sahi kar rhe he.





To ek br jb ap apna blog set kr le to fir apko apne  blog post likhne hote he. Apka pahla blog post ye btasa he ki ap is blog par kya karne ja rhe he.



Apko apke pahli blog post me kya likhna chahiye hindi me??

 Apne kuch bhi galat kiya to ap fail ho jaoge or agar apne sahi kiya to apko saflta jaldi milegi.



apko kuch khash nhi karna he apko bs ek cheej ka dhyan rakhna he ki apke blog ki pahli post  padne ke bd visitors ki iccha kare ki vah apke blog ko dobara visit kare
.
 Is cheej ke bare me bahut se log chinta nhi karte. Wordpress install karne ke bd bhi bs yhi chahte he ki kuch bhi publish kar de or duniya ko bta de ki ap yha bhi online aa gye he.

 Lekin badi khed ke sath kahna pd rha he ki esa bilkul bhi nhi hota  yah cheej bilkul bhi kaam nhi karti he. 
Ek kadva sach yah he ki ap apne pahle visitors ko regular bnane me asafal hote he to ap unhe hmesha ke liye kho dete he. 

To chliye is articles me hum jante he ki:-
apna pahla blog post kese likhe
Ek blogger jisne abhi blogging ki start ki he uske liye kuch cheeje jo use apni pahli blog post me mention karni chahiye.

Aap kon hai??
Apne abhi online ki duniya me entry lgayi he or koi bhi apke bare me nhi janta he agar muje apke upr vishwash karna ho or apke blog ko bookmark karna ho to muje apke bare me kam se kam pta to hona chahiye ap kon hai.

Log apke sath ek deep level tak judna hona chahte he unhe batiye:-

Apke apki life me ap aap kya anubhv kar rhe he??


Kya yah apka pahla blog he??


Or esi he kuch or cheeje.

Jitna jyada ap apne bare me btaenge log utna apke  bare me janenge. Or apke upar vishvash karna sikhenge or apki taraf se sunna chahenge.
Keval word ka use krne se kaam nhi chlega  unke sath image bhi use kare.

Keyword ke piche chupa huaa banda mat baniye
Yhi ap apne blog me apni khud ki  image lgate he to isse apki or apke blog ki authenticity badti he or apke upr reders ka vishvash bhi banta he.




Apke reders ko vo sab btaye jo unhe apke bare me janna zaruri ho jitni jyada jankari aap  unhe denge utna he apke reders ke liye aashan hoga ki vah apke sath connect ho paye.
Aap a bogging kyu kar rhe he??

Yah ek bahut he important point he ki logo ko agar yah pta he nhi hoga ki aap blogging kyu kar rhe he to unka apke upr vishvash karne ka koi mtlb he nhi banta.


Is question ka answer dete time apko ek chhej jo apko mn me rakhni chahiye ki apki audiuence kis level ki he.
Apne aap se puchiye:-

Apke blog par koi kyu aaega??
Jo bhi apke blog par aaega vo kya search kar rha hai??
Apke  blog  par apke reders ke liye kya hoga??
Apki audience ko btaiye ki ap apke blog par kya kar rhe he?

Kyo kar rhe he?

 Vah is  bat ki tarif karenge.Finely  vah apke sath connect ho skte he.Ap kin topics par blog start karne ja rhe he.
Yah dusre question se milta julta he. Jab aap dusre qyestion ka answer de denge to apko is iska answwr dene me aashan ho jaega.


Apni audience ko btaiye ki vah apke blog se future me kya expect kar sakte he.
Unhe btaiye ki jis bhi samay vah apni website par aaenge to vah kya paenge.


Is articles me ye btana better he ki ap apne blog ko kitne time me update kiya karenge or kab kiya karenge yani ki isme ap apne blog ke post ko publish karne ka ek time fix bhi kar sakte he shchedual add kar ke.


Esa blog bilkul bhi mt bnaiye jha ap kuch bhi kabhi  bhi likh de  is cheej ka dhyan rakhiye ki apka blog kisi ek perticulre topic par he focus karta ho.


 Isse apke blog ki authority ka level badega Or apke blog ka audience kalevel  bhi badega. Or vah apko ek  expert ke roop me dekhenge use field ke bare me jis field ke bare me apke blog par jankari share karte he.

Aap kinke liye likh rhe hai:-

Apne pahle post me apne target post audience ke bare me likhna na bhule.Aap ki  logo ke liye likh rhe he.


Or apki aduience kesi he?

Busy he ya fir bahut aati he. Isse apki audience jo ye pta chlega ki jin shamshya ke liye vah apki  site par samadhan dhundhne ke liye  aai he unka samadhan aap kar payenge.
Ek emational story ke sath aaiye or apni audience ko btaiye ki ap unhi ke liye blogging kar rhe he.

Apki AUDIENCE APKE SATH KESE ADD(JUD)  HO SKTI HAI?

Apko apke reders ko ye btana hoga ki ap unse kese contact kre. Kya ap apne post comment ko encourage karte he.
Guest posting ke bare me apka kya khyal he?
Yadi apke audience ke apke prti koi questions hue to vah apse kese puch sakte he.
Apni audience ko btaiye ki unko koi madad chahiye to vo apse contact kese kar sakte he.

 Or agar ap esa krne m askshm he to iski bhi ek post apko likhni hogi.

Audience kish cheej se apse naraj ho skte he in baaton ka bhi dhyan rakhe ese me visitors ka apke uppr se vishvash km hota he..
To kuch esa kijiye jisse apko feedback accha mile.
Agar ap apne user ko unke savalo ke jvav dene ke liys hafte me kisi fix time par free ho to ap bta sakte he.

Apne blogging ke lakshyo ko sahi se btaiye:-

Apko apne  blog se jo bhi expectation he ya fir ap apne blog ke jariya kya archive karna chahte he yeh apko apke pahle blog m jarur btana chahiye.

Apne blog se kya hashil karna chahte hai??
Aap agle 3month ya 6month me apne blog ko kha dekhte he??
Yadi ap apne goals ko apne reders ke sath share karenge to isse apko or apke reders ke bich tranceprency bhi badhegi or apke blog ki authocity bhi badhegi.

Jab ap apne goals ke bare me apni audience ko btate he to vo apke goal ko achive karne me help karte hai.

Apna introduction blog post likhiye:-

Apna blog start karna he main cheej nhi hoti hai.apko yah bhi pta krna hota he ki ap sahi se shuruaat kar rhe hai.agar ap apni pahli post me ye cheeje jodte hai ki mene jo btayi hai to ap ek badiya shuruaat kar rhe hai.
Is baat ka pta kijiye ki apki audience ko pta ho ki ap khule vichar vale ho. Ek imandaar ho. Ek passionate blogger hai.

Visitors ko btaiye ki ap unki madad kar sakte hai:-


Kisi blogger ko pahle blogpost me new add krna chahiye iske bare me apke kya vichar hai. Muje btaiye? Apke pahle blogpost main apne kya kya cheeje add ki thi. Comment karke muje btaye me apki comment ka wait karunga.
Thank you..








0 comments:

Popular Posts