23 January, 2017

5 टिप्स बिजनेस को सफल बनाने के लिए (5 Tips BUSINESS ko successful banane ki.)

dosto aaj ke is articles me hum apko kuch ese tips btayenge jinko apply krke ap online ya offline apne business ko successful bana sakte hai.um jab bhi apna new business start karte hai fir chahe wo chota ho ya bda ho hum yhi chahte hai ki humara business successfull ho fir chahe hume uske liye kuch bhi karna padhe. 





5 Tips BUSINESS ko successful banane ki..
5 Tips BUSINESS ko successful banane ki..




Lekin aksar hum jesa sochhte hai wesa nhi hota hai kai baar humari kamiya he humare business ke raste me aajati hai or hum apni kismet or time ko blain karte hai jo ki meri najro main galat hai.Kyoki esa wo log karte hai jo apne kisi bhi kam ko seriously nhi lete hai ya fir usme business ko samjh new ki knowledge km hoti hai ya time management karna bhi iska ek kar and ho skta hai.aaee hai kuch tips  jinko apply krke ap apne business ko successful bana sakte hai jo ki apne business ke liye bahut he fayde mand sabit honge..







Chahe ap koi tution centre kar rahe hai ya koi shop chlana rahe hai ya fir ap logo ko kisi bhi tarah ki services de rahe ho ye articles sabhi mai apko fayde mand sabit honge. Yha mai apko ek baat zarur btana chahunga  ki agar ap koi bhi business start karna chahte hai to apko us business ke bare km s km 70% to pta hona chahiye nhi to ap koi bhi tarika apna lijiye ap  uske andar sawal nhi ho sakte..

To chaliye sure karte hai. apne business ko 5 types se successful bna sakte hai ye ese types hai jinko ap online ya offline business dono mai apply kar sakte hai..
Me ye 5 trike dono types ko lekar bta rha hu.

Apne business ko successful banane ke tarike



5 Tips BUSINESS ko successful banane ki..
5 Tips BUSINESS ko successful banane ki..
  • Bahut he acchi customer service de

Ye ek bahut he accha tarika hai jo apko apke business ko successful banane me kafi madam karega jo business ap start karte rahe hai to ho sakta hai ki apka business bahut acche se chal jaye wo bhi bina kuch mehanat kiye bina Lekin agar apke product ki services or  quality good nhi hai to koi bhi customers apki shop par ya user apki website par nhi aaenge..


Aaj ke time me competition bahut he jyada ho gya hai ek customer ke pas saman kharid ne ke bahut sare option hote hai is liye jha tak ho ap apke customer ko acche se acche services or products dene ki koshish kare Chahe ap usme kuch pese he bcha pa rhe ho kyoki agar customer ko apka product or service ek br pasand aa gyi to wo bar bar apke yha he aana jyada pasand karega.


  • Kisi bhi kam ko planning ke sath start kare.


business successfu planning
business successfu planning


Agar ap humari websites ko follow kar rhe hai to mene pichhle article main btaya hai ki hum humare business main successful kyo nhi ho patel hai..Iska sabse bda karan ye  hota hai ki hum humare business ko lekar koi feature planning nhi bnate hai humko pta he nhi hota hai ki humare business ko kha tak lekar jana hai uske liye humko kya kya karna hoga.To apke liye sabse Jaruri ye hai ki app apne business ko lekar ek goal set kare le or us goal ke ansar apne business plan ko bnaye Is goal me ye desid jarur kare ki apko business mai kb kya kya karna hai or kese karna hai or dosto uske ansar apko mehanat bhi karni hogi Tabhi to apka business successfull hoga..



  • Brand name Kabhi bhi change nhi kare 

Ek business ke liye uska name or logo bahut jyada important hota hai. Apne business ka ek accha sa name rakhe or logo bhi rakhe ye app kisi professional Web developer se bhi karna sakte hai or jha tak ho ki usko Kabhi bhi change nhi kare.Bahut se logo ko lgta hai ki unke business ka name or logo accha nhi hai lekin mera manna hai ki apne business ke name ko popular or brand bnana apne hath me hota hai 
Is liye apko jyada se jyada advertising kare or jha pe ho sake wha jyada se jyada  logo de Dheree dheere apke business ki image audience ke bich or market m acchi banne lgegi 



  • Business advertising par dhyan dene

Apke business ke liye advertising ek bahut he best roel play karta hai ye apke business ko bahut he aage tak lekar  jati hai kyoki ki aj ke time me log jyada advertising par he believed karte hai jis ka unhone name sun rakha hai 
Apko me ek example btana hu Agar kisi ko 5000rs ka mob parches karna hai  To Ek Samsung company ka hai or ek T-max company ka hai to koi bhi Samsung company ka mobile lena jyada pasand karega or T-max  ko nhi kyuki Samsung company ke kafi jyada advertising hote hai or sabhi is company ke bare m jante hai or T-max company  ke bare main bahut km log jante hai.. 
Iska ek karan yah bhi hai ki jha par apke product ki pahuch nhi hai wha par add ke jariye logo ko particular apke product ke bare main pta chal jata hai.

  • Apka or apke co-workers ka vyvahar accha ho

Ek baat jo mene khud kafi jagah par feel ki hai. Suppose humara kam wodden cafting ka hai humari city m kafi wodden ki shops hai jha se log wodden ka saman lete hai. 
Usme se ek shop hai jo bahut he acchi wodden services dete hai lekin hum us shop ke onwer se or unke works se satisfy nhi huee kyuki  unkal vyvahar accha nhi hai.Kaafi baar agar kisi ka km accha Chinese lg jata hai to usme ego ya ghmand aa jata hai or fir wo unke chote mote customer ki koi value he nhi samjhta hai jo ki humare business ko kafi hanikark sabit ho sakta hai..Is liye dosto jha  tak ho sake ap khud apne works ko bole ki sabhi works apne customer se acche se or pyaar se bt kare chale vah apke yha se 1rs ka saman le rha ho ya 1 lakh rupees ka..

;






To dosto yah thy kuch ese tarike jinko ap apne business ko successful bna sakte hai..


Apko humara ye articles kesa lga ap hume niche diye gye comments box main bta skte hai..

Thank you..




0 comments:

Popular Posts