Sabhi ki life me ek time esa aata hai Jab sabhi cheeje apke against me ho rhi ho. Chahe ap ek programmer ho ya koi or ap life ke us mod par khde hote hai jha sab kuch Glat ho rha hota ho ab chahe vah koi software ho sakta hai jise sabhi ne rejecte kar diya ho apka koi desion ho jo bahut he bhi anak sabit huaa ho.
Lekin sahi mayne me Unsuccess success se kai jyada important hoti hai. Humare itihas me jitne bhi sintest mhapurush businessman huee hai wo life me success hone se pahle lgatar kai baar fail huee hai. jab hum bahut sare Kaam kar rhe ho to ye jruri nhi hai ki sabhi kam success hoge. Lekin agar ap is Wajah se pryas karna chod denge to Kabhi safal nhi ho sakte he.
Hanery ford jo biliyner or prshidh ford motor company ke malik hai. Success hone se pahle ford 5 business me fail huee thy koi or hoga to 5 baar alg alg business me fail hone or karj me dubne ke karan tut jata lekin ford ne esa nhi kiya or aj vo ek miliner company ke malik hai.
Agar Unsuccess ki baat kare to thamus alwa adisn ka naam sabse pahle aata hai light balv bnane se pahle unhone kafi 1000 se jyada unsuccess pryog kiye thy. Albert aistin jo 4 year ki age me kuch bol nhi pate thy 7 year ki age tak nirakshk thy log usko minde se mental mante thy lekin apni theories or sidhant ke bal par vo duniya ka sabse bda saitist bna.
Ab jra SOCHO ki agar henary ford 5 ke business ke baad nirash hokar beth jata ya adisn 999 ASAFAL pryog ke baad Ummid chod deta hai. Aistain bhi khud ko dimag I kam jor mankar ke be thy jata hai to kya hota hai.
Hum bahut sari mhan pratibha or avikaroo se anjaan rahte hai.
To frnds Unsuccess success se kai jyada important hai.
Asaflta he insan ko saflta ka marg dikhati hai kisi mhapurush ne baat kahi hai ki
Hum bahut sari mhan pratibha or avikaroo se anjaan rahte hai.
To frnds Unsuccess success se kai jyada important hai.
Asaflta he insan ko saflta ka marg dikhati hai kisi mhapurush ne baat kahi hai ki
Jitne Vale Kabhi bhi HAAR nhi mante or HAAR manne wale Kabhi jeet nhi sakte.
Aaj sabhi log apne bhagy or prishthitiyo ko koshte hai.ab jra sochiye agar adisn bhi khud ki unlucky samajh kar koshish karna chod deta to duniya ek bahut bade avishkaar se vanchit rah jati aistain bhi apne bhagy a or prishthitiyo ko koshta tha lekin usne esa nhi kiya to aap esa kyu karte hai.
Agar aap kisi Kaam me ASAFAL bhi ho gye to kya huaa ye ant to nhi hai na fir se koshish Karo kyoki koshish karne walo ki Kabhi HAAR nhi hoti hai. Dosto asaflta to saflta ki ek suruaat hai isse apko ghbrana nhi chahiye. balki pure Josh ke sath fir se pryas karna chahiye..
Thankyou..
0 comments:
Post a Comment