12 January, 2017

BLOGGING KYA HAI IN HINDI

Hello friends aj main apko btaunga ki blogging kya hoti hai.
google ek company hai jisne ek free platform blogger bnaya hai.jisme hum apna ek free blog bna skte hai or usme hum apne articles likhte hai.
Blogging Kya Hai.
Blogging Kya Hai.








Or jab b ap apne ware mai ya kisi location ke ware m ya fir kisi important personality ke bare m likhna chahte hai to apko ek blog ki zarurat hoti hai to ap blogger par apna free blog create kr skte hai.



Jaise ki ap Internet user hai or apne dekha hoga ki Internet par ap kisi bhi information ke liye Google par search kiya hoga to jo articles apke samne aate hai unko hum blog kahte hai.

Aj k is articles m main apko btaunga ki











  Blogging-Kya-Hai
Blogging Kya Hai

(1) blog kya hota hai??


OR


(2) blog ke kya kya fayde hai.



(
 1) blog  kya hotaa hai:








Blog ek prkar ka free platform hai jis par hum kisi bhi tarah k topic par uske ware mai article  post likhte hai or public karte hai.
Isme hum ek particular subject pe nhi balki humare daily ruting  par bhi post likh skte hai.
Ye thik wesa he hai jese purane jmane mai log  apne incidences apni dairy mai likha karte thy.
Lekin pahle ese hota tha ki inko koi dekh nhi pata tha or ab inko puri duniya dekh sakti hai.
Fir chahe wo kisi bhi languages m kyu na ho..

(2) blogging ke fayde 


Blogging ke bahut se fayde hai jese apki prasnality bright hoti hai.

Ap alg alg tarike ke log se bt karte hai to apki communication skills improve hoti hai.

Apko different subjects ka knowledge hai.

Ap jb bhi logo se communicat karte ho to apki language improve hoti hai.

Blog par aane wali comment se ap pta lga skte hai ki logo ki demand kya hai or wo kya kya puchna chahte hai unko kya kya problm hai

Blog ke jariye ap bahut sare pese bhi kma skte ho.

Blog bna kar ap offline  apne business ya service bhi publicity kar skte ho.

Dosto Ye blog ke bahut se fayde hai jinse ap bahut se pese kma skte hai.
Agar apko blogging ke bare mai or janna hai to ap humari blogging ki series ko follow kar skte hai.

Thank you.

0 comments:

Popular Posts