12 January, 2017

Affiliate marketing se pese kese kmate hai

Hello dosto aj ke is articles mai apko btaunga ki  Affiliate marketing se pese kese kmate hai. Jab bhi ap blog se paise kmane ke bare main sochhte honge to apke mind mai ye batein sabse pahle aati hogi..






Affiliate marketing se pese kese kmate hai
Affiliate marketing se pese kese kmate hai




1) Add Networks(adsens,revenuehits,chitika etc..)

2) Affiliate marketing 

3)  paid services  (web designing,online coachings etc..)




Affiliate-marketing
Affiliate marketing se pese kese kmate hai



 Or bhi bahut se ideas hai jisne ap paise kma skte hai jo apke mind mai aksar aate  honge..Jinko apply krke ap bahut se pese kama sakte hai..

To aj main apko kuch ese he ideas ke bare mai btane ja rha hu jinse ap bahut kam dino main bahut jyada pese kma skte hai.To chaliye sure karte hai .






Jitne tarike mene apko uppar btaye hai unme se ek tarika hai affiliate marketing 


Ap affiliate marketing ko do tariko se kar sakte hai..
Iski earnings apko kuch der k liye frustrate bhi kr sakti hai..Kyuki start start me isme pese idhr udhr  hote rahte hai. Koi bda amount nhi aata hai. Agar apko affiliate marketing se healthy earnings chaiye to is articles ko apko dhyan se padhna hoga..
Ek baat hai jo me apko btana chahta hu ki

"affiliate shales ko sahi se karne ka kya tarika hai"


Ap ap sochenge ki isme kya khas bat hai ye to sabhi karte hai lekin kitne log isme kamyab hote hai ye apko nhi pta hai affiliate marketing karna bhi ek art hai or jitne unique apki simple technic hogi utne he acche apko reward milenge isko figur out krna koi muskill km nhi hai bs apko isme kisi bhi kam ko istemal se pahle apko thoda time or effort lgana hoga or thoda affiliate possibility ko dhundhna hoga ..

Apne email mai affiliate links kese use kare 

Aj ke is articles me mera focus usme hai jha par ap logo ko kisi bhi products ke promotion ke liye email ke jariye ap us products ki link logo ko share kar skte ho.Jese ek example 




Jese ek koi book hai usko kisi acche scholar ne likha hai or ap us books ka promotionkarna chahte hai.To ap apke jitne audience ko usko purchase karne ke liye encourage karenege utna he ap jyada se jyada pese kama sakte hai.


Affiliate marketing karne ke liye apko kuch cheejo par dhyan dene ki zarurat hai.


Apko chahiye ki logo ko lge ki ye products sirf unke liye he hai or wo apne time ka sahi istemal kar rhe haiin sbse readers ke liye easy ho jata hai ki wo jald se jald is bay  button par click kare..

Kisi bhi products ko promote krna bahut he aasan hai lekin qo kis tarike se kiya jata hai ye bahut important hota hai or iske alawa products ko described krne wala page bhi kyuki mehanat sabhi karte hai lekin sahi directions me mehanat 
karna apko successfull bnata hai.








Apne readers ko blog ki link share kar skte ho fir dekhna ki apke dwara lgayi affiliate links kitne der tak reders ki aakho se dur rahti hai.


Affiliate sales apki income ko boost karne ka bahut he behatrin tarika sabit ho sakta hai ydi apne ise pahle try nhi kiya hai to apko meri  is advice se bahut fayda hoga .Agar apke mind mai kych or bhi sawal ho to ap hume comments box main puch sakte hai.Ya apne sujhao bhi de sakte hai.


Thank you..

0 comments:

Popular Posts