12 January, 2017

paytm kya hai isse hum kya kya kr skte hai

Hello friends Aj mai apko is articles mai btaunga ki kaise ap bank ke through  apne paytm  wallet main prse add kar skte hai or kese un paise se shopping or baki daily kam kar skte hai.Or wo bhi bina koi cash kharch kiye.


Aj main apko is articles mai btaunga ki kese hum apne paytm wallet ka Ishmael krke apna kam caseles hokar bhi kar sakte hai.


Paytm-kya-hai
Paytm kya hai 










Wese to aaj kal paytm,freecharge or Internet banking ka use kiya ja rha hai.
Lekin paytm abhi tak sabhi stores,bade departments,choti choti shops he kyu na ho.
Paytm apko ajkal har jagah mil jaega or isse payments karna aasan hai or bharosemand bhi hai.
To chaliye m apko btata hu ki paytm ka Ishmael hum  kin kin jagah par kr skte hai.
Mob recharge or bill payment 

  • Utility bill payment 






  • Dth recharge or bill payment 

  • Data card recharge or bill payment 


  • Phone landlines bill payment 



  • Electricity bill payment 

  • Gas bill payment 

  • Education fee payment 

  • Financial services 

  • Metro card recharge 

  • Bus ticket bucking 

  • Train,flight ticket bookings 

  • Water park booking 
Hotels booking 

Full market place with fashion and electronic and much more 

In sabhi jagah par paytm ka use karne se apko fayde hai or apko bahut se acche offers bhi mil skte hai

Apko apne bill payment ya kisi cheej ki purchasing par case back ya fir bahut he acche discount offers mil sakte hai.

Paytm India ka sbse bda mobile commerce platform hai.jisme suru main mobile recharge and utility bill payment ki online facilities di thi or paytm ne apne  user ko pura market place diya hai.

Jinse ap flip card,Amazon,eBay ke jaise apne zarurat ki cheeze le skte hai jaise ap e-commarce companies  ki mobile  app se lete hai.








To hai na paytm ek bahut acchi app

Dosto to apko mera ye articles kesa lga ap hume niche diye gye comments box main bta  skte hai. Or apka koi sawal ya smjhao ho to ap wo bhi hume de skte hai.

Thank you,

0 comments:

Popular Posts