Hello friends aj ke is articles mai apko btaunga ki bhim app kya hai isko apne mobile main kaise use karte hai hal he mai Narendra modi ji ne is app ko launch kiya ha ye app apko paytm ki tarah he payment ko lene or dene ke km mai help karti hai.
Is articles ko sure karne se pahle main apko in do cheejo ke ware m btana chahta hu.
"BHIM APP" ("BHARAT INTERFACE OF MONEY") APP HAI.
Interface ka matlab hota hai ki ek esa design jo apko computer se intrect ya control karne ka kam aata hai BHIM matlab ki bharat ki esi app jo apko apne pese control karne mai help karti hai.
UPI UNIFIED PAYMENT INTERFACE
UPI ek esa payment system hai jo apke smart phone dwara do bank account main apke paise transfer karne mai apki help karta hai.
Abhi BHIM APP only android play store par he avaliable hai.
Ye app apko bina kisi processing fees ke logo ko payment dene or lene mai help karegi halaki kuch cases mai bank cahe to apni taraf se fees lga sakte hai lekin app koi fees nhi legi..
PAYTM APP processing fees charge leti hai.
Free processing ka ye fayda BHIM APP ko directly milega.
APP DOWNLOADS karne ke liye play store mai BHIM UPI search kare.
"Sirf bhim dalenge to CHOTA BHIM ki app dikhne lg jaegi "
Apni is app ke sath 30 bank conect hai jisme SBI,PNB,ICICI ,HDFC jesi bank bhi samil hai..
Is app ko istemal karne ke liye in bato ka zarur dhyan rakhe
1) Apke bank account par mobile banking activation ke bina bhi ye app kam karti hai
Bas apke mobile number apke bank account se connect hona chahiye
2) paise bhejne wale ke liye bhejne wale ka or receive karne wale ka Bank UPI unable hoga chahiye..
3) Ap is app ko English or hindi dono language mai use kar skte hai
4) Apko pahli bar app use karte Waqkt apko 4 digits ka ek password bnana pdega jo security ke liye accha hai.
5) ye app iPhone or Windows phone ke liye available nhi hai.
Khash bat ye hai ki app ko chlana bahut he easy hai or is app ko use krne ke liye Internet ki bhi jrurat hai..
To chaliye mai apko btata hu ki is app ko use kese karte hai.
Sabse pahle apko apke android mobile mai play store se bhim app ko download karna hai or install karna hai apne mobile mai fir apko
1) bhim app ko open karna hai.
2) jab ap bhim app open karte hai to apke samne pahle language selection ka option aata hai usme apko language select karna hai
jo bhi Hindi ya English Ab apki display par app opne ho jaegi aage ki display mai kuch instructions aate rahenge jinko ap padne ke bad next Button par click karke next field m ja skte hai.
3) ab apko introduction padhne ke bad
LET GET STARTED par click kr skte hai.
4) ab next steps mai apke mobile verification ka option aata hai apke mobile main jitni sim hogi utne option mangega wo. Mobile number select karne ke bd mobile verified display par show hone lgega.
5) jese he apke mobile number verify honge uske bd next field m bank name ki list samne aajati hai
Yha par ap apke bank name select kar skti hai
6) ab yha apka account number or IFSC CODE ke sath show hone lgta hai Jaise he ap apne account number par click karte hai to next feild me apke samne 2 option aajate hai.
NOT NOW
OR
SET UPI PIN
Yha apko SET UPI PIN par select krenge to next feild mai apko DEBIT CARD ki LAST 6 DIGITS or wo kab tak Valid hai wo dalna hai.Jaise he ap debit card ki details bharte hai uske bd apke mobile number par ek OTP SMS CODE aate hai.
Ab next feild mai ap apka OTP CODE dal dete hai..
Ab apke samne home page khul jaega.
Ab isme home page par apke pass 3 option rahenge
7) jaise ki maine alko btaya ki ap apka khud ka code bhi generate kar skte hai.
" ye facilities bahut he acchi hai is app main esa paytm main ya freecharge main knhi bhi nhi milega apko "
Iske liye apko profile par click karna hoga or apka bar code generat ho jaega ab isko ap download karke kisi se bhi pese mangwane hai ya apka koi business hai ya koi shop hai to ap iska printout niklwa kar wha lgwa skte hai.Jisko bhi apko payment karni hai wo apke baar code id click karke payment kar dega Or wo payment side apke account main aa jaegi
8) TRANSACTION BUTTON par click karne se apko bhim app dwara ab tk ki puri ki gyi abhi transaction ki jankari apko mill jaegi..
9) BALANCE ACCOUNT is option par click karke ap apne account balance ki puri jankari le sakte hai.Is app ko ap smart phone or saste featchrs phone mai bhi use kar sakte hai Aanne wale 2weeks ke andar iski security feature mai bhi sudhar hoga or iske baad ye app itni powerful ho jaegi ki bina Internet bina mobile ke apne anguthe se payment kar skte hai.
Apka angutha he kafi hai.
Or jo apke anguthe ka fingerprints hoga qo apke aadhar card se liya jaega.
Bhim App Kya Hai |
Is articles ko sure karne se pahle main apko in do cheejo ke ware m btana chahta hu.
"BHIM APP" ("BHARAT INTERFACE OF MONEY") APP HAI.
Bhim App |
Interface ka matlab hota hai ki ek esa design jo apko computer se intrect ya control karne ka kam aata hai BHIM matlab ki bharat ki esi app jo apko apne pese control karne mai help karti hai.
UPI UNIFIED PAYMENT INTERFACE
UPI ek esa payment system hai jo apke smart phone dwara do bank account main apke paise transfer karne mai apki help karta hai.
Abhi BHIM APP only android play store par he avaliable hai.
Ye app apko bina kisi processing fees ke logo ko payment dene or lene mai help karegi halaki kuch cases mai bank cahe to apni taraf se fees lga sakte hai lekin app koi fees nhi legi..
PAYTM APP processing fees charge leti hai.
Free processing ka ye fayda BHIM APP ko directly milega.
APP DOWNLOADS karne ke liye play store mai BHIM UPI search kare.
"Sirf bhim dalenge to CHOTA BHIM ki app dikhne lg jaegi "
BHIM APP only android play store |
Apni is app ke sath 30 bank conect hai jisme SBI,PNB,ICICI ,HDFC jesi bank bhi samil hai..
Is app ko istemal karne ke liye in bato ka zarur dhyan rakhe
1) Apke bank account par mobile banking activation ke bina bhi ye app kam karti hai
Bas apke mobile number apke bank account se connect hona chahiye
2) paise bhejne wale ke liye bhejne wale ka or receive karne wale ka Bank UPI unable hoga chahiye..
3) Ap is app ko English or hindi dono language mai use kar skte hai
4) Apko pahli bar app use karte Waqkt apko 4 digits ka ek password bnana pdega jo security ke liye accha hai.
5) ye app iPhone or Windows phone ke liye available nhi hai.
Khash bat ye hai ki app ko chlana bahut he easy hai or is app ko use krne ke liye Internet ki bhi jrurat hai..
To chaliye mai apko btata hu ki is app ko use kese karte hai.
Sabse pahle apko apke android mobile mai play store se bhim app ko download karna hai or install karna hai apne mobile mai fir apko
bhim app kya hai |
1) bhim app ko open karna hai.
2) jab ap bhim app open karte hai to apke samne pahle language selection ka option aata hai usme apko language select karna hai
jo bhi Hindi ya English Ab apki display par app opne ho jaegi aage ki display mai kuch instructions aate rahenge jinko ap padne ke bad next Button par click karke next field m ja skte hai.
3) ab apko introduction padhne ke bad
LET GET STARTED par click kr skte hai.
bhim app kese chlaye |
4) ab next steps mai apke mobile verification ka option aata hai apke mobile main jitni sim hogi utne option mangega wo. Mobile number select karne ke bd mobile verified display par show hone lgega.
5) jese he apke mobile number verify honge uske bd next field m bank name ki list samne aajati hai
Yha par ap apke bank name select kar skti hai
6) ab yha apka account number or IFSC CODE ke sath show hone lgta hai Jaise he ap apne account number par click karte hai to next feild me apke samne 2 option aajate hai.
bhim app chang pin |
NOT NOW
OR
SET UPI PIN
Yha apko SET UPI PIN par select krenge to next feild mai apko DEBIT CARD ki LAST 6 DIGITS or wo kab tak Valid hai wo dalna hai.Jaise he ap debit card ki details bharte hai uske bd apke mobile number par ek OTP SMS CODE aate hai.
bhim app kya hai |
Ab next feild mai ap apka OTP CODE dal dete hai..
- NOTE: dhayan rahe UPI PIN apke sabhi transaction m kam aata hai to ap ise is tarah se set kare ki koi hack nhi kar paye.
Ab apke samne home page khul jaega.
Ab isme home page par apke pass 3 option rahenge
- SEND MONEY isme ap kisi ko bhi paise send karne ke liye iska use kar sakte hai.
- REQUEST MONEY kisi se pese mangwane ke liye is function se ap usko request bhej sakte hai,
- SCAN AND PLAY is feature ke through ap shop, mall,petrol panps, department store ya fir kisi ko bhi money send karne k liye uske dwara diye gye baar code ko scan karke uske account main money transfer kar skte hai.
7) jaise ki maine alko btaya ki ap apka khud ka code bhi generate kar skte hai.
" ye facilities bahut he acchi hai is app main esa paytm main ya freecharge main knhi bhi nhi milega apko "
Iske liye apko profile par click karna hoga or apka bar code generat ho jaega ab isko ap download karke kisi se bhi pese mangwane hai ya apka koi business hai ya koi shop hai to ap iska printout niklwa kar wha lgwa skte hai.Jisko bhi apko payment karni hai wo apke baar code id click karke payment kar dega Or wo payment side apke account main aa jaegi
8) TRANSACTION BUTTON par click karne se apko bhim app dwara ab tk ki puri ki gyi abhi transaction ki jankari apko mill jaegi..
9) BALANCE ACCOUNT is option par click karke ap apne account balance ki puri jankari le sakte hai.Is app ko ap smart phone or saste featchrs phone mai bhi use kar sakte hai Aanne wale 2weeks ke andar iski security feature mai bhi sudhar hoga or iske baad ye app itni powerful ho jaegi ki bina Internet bina mobile ke apne anguthe se payment kar skte hai.
Apka angutha he kafi hai.
Or jo apke anguthe ka fingerprints hoga qo apke aadhar card se liya jaega.
To dosto apko ye articles kesa lga hume comments krke zarur btaye..
Or apko BHIM APP kesi lgi comments karke hume zarur btaye..

Thank you
0 comments:
Post a Comment