![]() |
Paytm ko offline kese use kre |
Man lijiye ki apne apki girlfriend ko kisi hotels me khana khilaya or jab ap bill pay krte hai to apke purse mai paise nhi hai.
To chlo hum paytm se pay kar dete hailekin jab mobile nikalato Internet he ni chl rhaa hai to
ese main ap kya karenege??
Yah ek shudh desi indian ki problem hai.
Is problem ko solve krne ke liye paytm ne ek shudh desi tarika nikala hai jisse ap apne mob se bina Internet ke offline paytm se payment pay kar sakte hai.
Halaki paytm ne update main ek tarika nikala hai jisse ap ek phone call krke paytm ke dwara apna bill pay kar skte hai.
Kaise paytm se kare of line payment
![]() |
Paytm ko offline kese use kre |
Dosto Sabse pahle apke pass ye do cheej honi chahiye 1) paytm account
2) paytm wallet main pese hona chahiye
Ab ap kisi phone number par pese bhej sakte hai in steps ko follow karke.
1) paytm par registered mobile number se 1800-1800-1234 par call kare
2) ab apki call disconnected ho jaegi or paytm se apke pas call aaegi
3) pahli bar is feature ka use karte Waqkt paytm apko ek pin bnane ko kahega Ye pin apke ATM ke PIN ke tarah he important rahenge ise kisi ko mat btaye.
4) ab pin set up hone ke bad apko jise bhi payment bhejna hai oska mobile number dale or jitna amount apko dalna hai wo dale.
Bs itni choti si step ko use karke ap bina Internet se payment pay kar sakte hai.
Ab agr agli bar ap Kabhi Internet ke bina kanhi fas jaye to ap is methods ka istemal kar sakte hai.Ap ek bat jarur btaye
Kya apne paytm use note band hone ke baad se use krna start kiya hai ya pahle se he iska use karte hai ap comments box main zarur btaye hum
Or dosto apko ye articles kesa lga hume comments krke zarur btaye..
Thank you,
0 comments:
Post a Comment