02 January, 2017

New Year 201 7 Ki Success Planing Kese Kare??

Hello friends My World Fun me apka swagat he ap sabhi ko naye saal ki dher sari subhkamnaye.





Make successful your life







Dosto aaj ke time he har koi success ki seediya chadhna chahta he. Har koi chahta he mera dream  pura ho or har koi apne sapno ko pura krne ke liye ji tod kar  mehnat karta he is bat ko ham sab acche se jante he. 


lekin dosto fir bhi hum sabhi is bat ko jante he ki itni mahnat krne k bad bhi hum me se kai log ese hote he jo apne  sapno ki uchaiyo ko choo nhi pate he. ya kuch log success ki deewaro ko bas chune k bas ek dam ruk aakr hatas ho jate he.

 Iska bas ek hi reason hota he ki hum hamare pure year ki prfect planing nhi kar pate he kyoki apko bata du dosto kisi bhi kam me 100% success pana he to sabse pahle apko uski planing par jyada dhyan dena hoga is bat ko ek choti si story se apko acche se clear ho jayegi.

Successfull your life


Agar apko ek ped katne ko bola jaye or apko kaha jaye ki ek din me apko ye ped katna he to.


ap kya krenge sbse phle to sidha sa jawab ata he ki sabse pahle me apni adhe se jada time us ped ko katne k bare me sochne se jada me jis kulhadi se mujhe ped ko katna he us kulhadi ki dhar ko tez krne ke bare me sochunga or adhe din me uski dhaar ko tez krunga uske bad asani se ped ko kat dunga"


" Dosto bas kuch is tarh ki hi planing ham hamre dream ko 
pura krne k liye karenge "


" kese kare New Year par dream planing "

Life me success


Dosto naya saal he or hum is saal humre sapno ko pura krne ki prfect planing krne vale he to apko me btaunga ki sbse phle ham shuruat kaha se kare to apko bata du sbse pahle
apko khud se ye question krna he ki last year aap apne aim kya tha kya aap usi aim tak jama chahte he. 
ya fir apne apne liye koi aim bana rkha he jo apko is year me hashil krna he to sbse phle ap use sochiye or use note kr lijiye uske bad ap is bat ko soche or apne aap se puche ki last year  humse kitni galtiya hui thi or kitnj esi kamiya thi jaha apko laga ki agr ye nhi hoti to shayd me use pura kr pata to bas in sbhi bato ko aap note kijiye. 

Dosto apko ek bat bata du jitna ham khud ki galtiyo se khud sikh sakte he utna hame koi nhi sikha skta.
 to bas apka pahla kam to yahi ho gya ki ap apni galtiya or apni kamiyo ko note kr liya uske bad un sabhi galtiyo ko dhyan me rkhna he or un kamiyo ko bhi jinhe ap is New Year me nhi krne vale ho jis se apko koi nuksan nhi hoga. 

Ek bat ka or dhyan rkhe dosto success ki har seedi par ek nai chunoti hamara intzar kar rhi hoti he isliye apko ek bat or note karna he ki apni nazar ko itna tez rkhe or apne dhyan bhi rkhe ki koi b esi galti ya kuch ese fesle na ho jis se hame vaps vo nuksan uthana pade jo hamne last year uthaya he to phle topic me hame bas itna hi krna he.

 Dosto ab ham age chalte he ki hamri kamiyo ko dur krne k bad ab ham kya kre.





" apna rasta chuniye "

Dosto apko bata du ki aap kisi bhi uchai par jana chahte ho vo aap tab tak nhi ja skte jab tak aap apni nazro me uska rasta nhi chunte isliye sbse phle apko ye fix krna he ki apka rasta kya he apko kaha tak jana he use note kijiye ki aaj aap kaha ho or apko kaha tak jana he kyoki apko bata du ki ham jab bhi ghar se niklte he to ham he fix krke nhiklte he ki hame kaha tak jana he tan jakar ham hamre nischit time par us jagh pahuch skte he to ye to apke sapno ko pura krne ka rasta he to use pure krne k liye apko apka rasta clear hona chahiye ki aaj me kaha hu or mujhe kitna lamba chlna he kaha tak jana he.




"Apne raste ki or badaye apne majbut kadam"


  Dosto ab number ata he apne rste par chalne ka jo rasta apko success ki seediyo tak lekar jayega or uspr chalkr aap apne dream ko pura kar sakte ho.  Apko ek bat bata du ki apko upr diye gye dono point ke anusar hi ap is raste par chal skte ho jisme sbse phle apne jo rsta clear kiya he usko duri apko khud pata chal jayegi ki apke aim tak jane me apko kitni mhnat krni he or is raste me aapne pahle point  me jo galtiya or kamiyo ko note kiya he unko nhi krna he itna aapka mind strong rkhna he. 

Dosto apko ek bat ka jyada dhyan rkhna he ki jis aim tak apko jana he us tak jane me apko Daly kitna work krna he kitnk mahnat krni he vo sabhi dhyan me rakhkar hi ap vaha tak pahuch sakte ho. 


Dosto is tarh se ap is New Year me aap 
apne sapno ko sach kar skte ho or success ki uchaiyo ko choo skte ho.





Mujhe ummid hai ki mere dwara diye gyi jankari se apko help milegi.ye  Agar apko is post se reletade koi sawal ho to comment box me puch sakte hai.

Thank you..




0 comments:

Popular Posts