Hello friends bahut se ese STUDENT hai jo ONLINE job INTERNET pe search karte rahte hai. Wo student pdhai ke sath sath parttime job bhi karna chahte hai.ONLINE JOB student ke future study me bahut kam aata hai.
* Top 10 Whatsapp Status In Hindi 2017..
* Business Aur Job Me Kya Fark Hai, Aapke Liye Kya Better Hai.
* Business Aur Job Me Kya Fark Hai, Aapke Liye Kya Better Hai.
Online pese kamaye |
Bahut se ese bhi log hai jinko y bhi yakin nhi ho rha hoga ki online job karke bhi pese kmaye ja skte hai.jab mene bhi pahli bar online job ke bare m suna tha to mujhe bhi ykin nhi huaa tha.
Agar ap collage student hai or apke pass full time job karne ke liye time nhi hai to ap internet par he ghr bethe online job karke badiyaa pese kama skte hai.
Is article ko likhne ka mera reason yhi hai college student ko ye information di jaye ki wo kese or kaha se online job karke pese kama skta hai.
* WordPress Par Free Blog Kaise Banaye Uski Puri Jankari.
* Free Me Website(Blog) Kaise Banaye Uski Puri Jankari
“Internet ek bahut hi badiya madhyam hai information lene ke sath sath pese kmane ka. Internet par ese bahut se tarike hai. Jha se ap parttime me kam krke pese kma sakte hai”
Ghar bethe pese kamaye
Internet par online job(kam) krne ke liye apko kisi skill ke ware m acchi jankari hona chahiye. Jitna badiya apke skill ki jankari hogi utna hi badiya tarike se ap online pese kama payenge.
Mene ye notice kiya hai ki internet ke jyada se jyada online jobbina investment ka hota hai mtlb apko kisi bhi prkar ki koi paisa kanhi par bhi invest nhi krna hota hai lekin kuch ese bhi place hai jha apko pese kmane ke liye kuch pese invest karna pdhta hai.
Internet ke jyada se jyada online job me skill or jankari ki jarurat hoti hai.lekin ek bar jab ap job start kr lenge tab apko usme jankari hoti jaegi ki ap us kam se bdiya pese kmane lagenge.
Ek student ke tor par apka jrur life ke liye koi aham hoga. Or ap apne apko hamesha motivate krte honge ki mujhe yha tak kese pahuchna hai.
“Agar apki pdhai puri ho chuki hai or ap nokri karna chahte hai to apko nokri ki jankari yha milei.”
COLLEGE STUDENT KE LIYE ONLINE JOB KE KYA-KYA FHAYDE HAI.
1. Job ka koi fix time nhi hota hai.
Jab apko kisi company me job lgta hai to apko daily morning m uthkar office ke liye jana hota hai or kabhi kabhi late hone par data bhi padti hai. Lekin online job m esa kuch bhi nhi hai. Yha par ap time ke khud boss hote hai. Jab apka man kre tab kam kare nhi to band karke rakh de.
Apko job ke bare m bolna wala koi nhi hota hai. Ydi apko din m time nhi milta hai to ap online job ko rat m bhi kar skte hai. Agar ap online job karte hai to ye apke pdhai me koi badha nhi dalta. Ap din m apni pdai or dusre km bhi kre or or ydi apko night me time mile to ap apna online job rat me kare.
“Online job ka ye ek bahut accha fayda hai ki apke job ka koi fix time nhi hota hai.”
2. KISI BHI TARAH KA KOI PRESSURE NHI
Online job ka ye fayda hai ki ha apko kisi bhi tarah ka koi pressure nhi hota hai.
Aamtor par dekha gya hai ki bahut se log apne kam ke pressure me apna job chod dete hai. Kyoki unki ye sikayat hoti hai ki unko bahut jyada kam diya jata hai jinko wo apne time me bhi pura nhi kar pate hai. Lekin online job me esi koi bat nhi hai yha par apko apke kam ka koi pressure mhi hota hai.
3. GHAR PAR BETH KAR KAAM KARNA HOTA HAI
Online job ka sabse badiya or effective fhayda ye hai ki apko kaam karne ke liye office me nhi jana padta hai. Kyoki sabhi online job ghar par beth kar hi kiye jate hai.
Agar ap kisi company me office job karte hai to apko daily travel karke office ke liye jana hota hai. Lekin online job me esa nhi hota hai yha par ap ghar par beth kar apna kaam kar skte hai.
4. BEST COLLEGE STUDENT KE LIYE ONLINE JOB
(1) FREELANCE WRITING SE PESE KAMAYE
Online internet job m sabse aasan job freelance writing ka job hai. Isme apko kisi dusre ke liye article likhna hota hai badle me wo apke article ke quality ke hisab se apko payment deta hai.
College student ke liye freelance writing ka job ek batte job hai par part time m paisa kmane ke liye. Bs isme apko acchi tarah se likhna aana chahiye or apka grammar or English accha hona chahiye.
Bahut se ese college ke student hai jo regularly freelance writing ka job karke pese kmate hai. Freelance writing ka job apko direct clients ke liye karna hota hai.
Bahut se aise platform hai jha se ap online freelance writing ka job find kar skte hai. Internet par ese bahut se blogger hai jo freelance writing ka job karke har mahine lakho rupaye kamate hai.
Freelance writing job platform
> ELANCE
> UPWORK
> ODESK
> FREELANCER
> IWRITE
(2) MICRO-JOB OR ONLINE WEBITE SERVEY KA JOB
Agar apke pass freelance writing ke job ke liye time nhi hai to ap micro-job or online website sevey job ke dwara paise kama skte hai. Iss type ka job bahut hi easy hota hai or isme time bhi kam lgata hai.
Micro site make money |
Isme karna kya hota hai ki bahut sari esi company hai jo apne service ka review internet user se lena chahti hai kyoki internet user technical roop se bahut experience hote hai. Service ke review ke badle me wo apko pese deti hai.
#5 Badiya micro-job website :>
> FIVERR.COM
> GIGBUCKS.COM
> FIVERUP.COM
> TENBUX.COM
> SEOCLERK.COM
#5 BADIYA ONLINE SERVEY WEBSITE
> TOLUNA.COM
> SURVEYBODS.COM
> ONEPOLL.COM
> OPINIONWORD.IN
> SURVEYMONKEY.COM
5. logo designing ka job
Logo designing ka job college student ko bahut pasand ata hai. Agar ap designing karne m intrested hai to ap apne intrest ke hisab se pese bhi kma sakte haiu.
Logo designing ka job karne ke liye apko acchi tarah se photoshop,illustrator etc aane chahiye.agar apko ye ab nhi aata hai to ap apne local store se designing ka book le kar ye sabhi chize learn kar sakte hop.
6. Part time blogging ka job
Blogging ek esa madhyam hai jaha se ap apna carear full time dono tarah se bna sakte hai. India me bahut se ese bloggers hai jo apna job chod kar full time me blogging karte hai or har mahine lakho rupay kama rahe hai.
Part time job |
Agar a[ ek acche content writer hai or apke pass kuch SEO or SOCIAL MEDIA MAKETING ka knowledge hai to ap part time me blogging karke acche pese bna sakte hai. Agar aap ek college ke student hai to apko blogging full time nhi karni chahiye balki part time me karni chahiye.
“ BLOGGING EK LEARNING JOURNEY HAI AAP JTNA YHA LEARN KARENGE UTNA HI JYADA EARN KARENGE ”
Agar ap blogging karke ek part time blogger bnana chahte hai to myworldfun ki blogger,wordpress or blogging ki post padhe apko bahut kuch sikhne ko milega.
Muhje ummid hai ki mere dwara diye gye iss information se apko help milegi.ye post khas kar ke college student ke liye publisj kiya gaya hai. Agar apko is post se reletade koi sawal ho to comment box me puch sakte hai or is post ko apne dosto ke sath bhi share kare taki unko bhi online job ke bare me information mil sake.
THANK YOU..
0 comments:
Post a Comment