26 March, 2017

नया ब्लॉग शुरु करना है तो इन 8 बातों को रखें ध्यान। New blog start karne se pahle ye 8 baton ka dyan rakhe










Hello friends me Internet par 5 year se active  hu lekin mene blogging 3 year pahle start kiya tha. In 3 year me mene bahut si mistakes kiye hai. Or me apni  mistake ko sahi karne ki  Hamesha koshish karta hu. Jha tak mera manna he ki life bahut choti  he is liye apne mistakes karne ki wjay dusre ki mistakes se kuch na kuch sikhna chahiye.

Read Artices:- New Year 201 7 Ki Success Planing Kese Kare?? 








Is articles me apko kuch esi baton ko bta rha hu jinko mene khud bhi kiya he or dusro ki galtiyo se sikha bhi he.


1) Visitor apke blog par aane ke liye wait nhi karte:-
Agar ap soch rahe hai ki ek blog bnane ke bad  koi bhi visitor apke blog par aane ke liye wait karta he to ap galat soch rahe he.
Kyoki user apse jyada smjhdar  hote he or jab tak unko help full nhi lgega tab tak vah apke blog ko daily visit nhi karenge.




Agar ap chahte hai ki visitor apke blog par aane ke liye wait kare to apko apke blog par ese content published karne ki zarurat hogi jo unke man ko jit le or unko majbur kar de apke blog par aane ke liye.






2) blogging me sabhi chije hone ke liye thoda time lgta hai:-
Blogging me aap shortcuts tarike se successful nhi ho sakte he. Kyoki iske har ek cheej  hone me time lg sakta hai google ko apke post ko index karke traffic send karne me Facebook,Twitter flower bdhane google adsense se acchi kmaye karne me iske alawa or bhi bahut cheeje hai blogging me jisko hone me time lg sakta hai..
Is liye jaldi waji me kiya gya kam apko nukshan pahucha sakta hai har ghnte me blogging stats 20 baar dekhna apke Kaam me nhi aaega..
3) google acche content ko bahut he aasani se pahchan leta he:-
Agar ap soch rahe hai ki aap google ko vevkuf bna sakte hai to ap galat soch rahe he kyoki google apse jyada smjhdar hota he. isliye jab tak apka content accha or quality ka nhi hoga Tab tak apka post google ke top par rank nhi karega. Google bots acche or content spam ko asaani se pahchan leta he. Isliye Kabhi bhi google ko vevkuf bnane ki koshish na kare blog par acche content dale taki google apke content ko pasand kare Or acchi rank de or acche se index kare.
4) Regular posts update na karne ke nukshan:-
Adhiktar logo ko blogging me fail hone ka main karan regular blog par post na karne ka he. Agar ap soch rhe he ki ap 1 week me 1 ya 2 post update kar dene se apka blog successful ho jaega to ap is bat ko apne minde se puri tarah se nikal de. agar ap new blog create karte he to apko usko successful bnane ke liye apke blog par daily post update karna hoga agar ap apne blog par daily post update karte hai to apko isse do fayde honge. Pahla fayde yah he ki jo visitor apke blog par aaega bah regular reders ban jaega vah daily apke blog par post padhne aaega jiski vajah se apke blog ka traffic increase hoga or apki earnings me groth aaegi.
Or dusra fayde yah he ki google apke blog ko bahut pasand karega jis par daily post update hoti he is liye daily post update karne se search engine me jyada traffic milega.



5) Blogging me apko overnights success nhi mil sakta hai:-
Ap jab blogging start karte he to ek baat ka dhyan rakhe blogging ek long-term investment hai jha apko ek din ya ek month me success nhi mil sakti hai. blogging me apko success hone ke liye time lg sakta hai Apke blog ka traffic 30 badiya article likhne ke bad se increase hone lgta hai.
Dusre ye hai ki blogging me ap jitna content likh kar poste karte hai utna apko jyada traffic milega life me acchi cheej jaldi nhi milti hai blogging me bhi successful hone me time lgta hai..






6) writeing or editing blogging ke liye Jaruri nhi hai:-
Agar ap business blog bna rahe hai to apko writing editing he Jaruri nhi hai inked alwaa bhi bahut cheej hai jinke bare me apko pta hona chahiye data analysis karke usko samjhta bhi aana chahiye iske alawa apke blog ko apko design karna bhi aana chahiye content me call to action dena aana Jaruri hai email marketing social networking bhi aana Jaruri hai.inke alawa bhi or bahut cheeje hai jinke bare mai apko pta hona chahiye ap blog bnane ke bad editing writing ke alawa dusri cheejo ke sikhne Par dhyan de.
Ek successful blogging blog bnane ke liye choti choti cheejo ka apko pta hona chahiye.
7) blogging me Kabhi bhi sikhna band nhi karna:-
Blogging ek esi cheej he jisko koi bhi insan puri tarah nhi sikh sakta hai Ap blogging karne ja rhe hai apko blogging ke bare me thoda pta hai to ap ye Kabhi na soche ki apko blogging puri tarah se aati hai or apko ab blogging sikhne ki jrurat nhi hai.
Agar ap esa sochenge to apka blog successful nhi hoga koi bhi blogging ke bare me sari jankari nhi rah sakta hai iska karan blogging me daily new new update aate rahte hai agar ap apka blog successful run karna chahte hai to daily 2 post update karte rahe isse apka traffic increase hoga.or daily new cheje blogging se related read karte rahe.

8) NEW blog ka theme design badiya hona chahiye:-
Jab mene pahla apna blog start kiya tha a to mene blog ke design par mind  nhi kiya. Or me apne blog me colourfully design RAKHTA tha fir ek din meri bat professional blogger amit agrwal Sir se hui hum dono ki bat hui to unhone muje sujest kiya ki unhone mera blog opne kiya to unhone muje kha blog ka design accha nhi hai isse visitor par ifect padhta he fir mainne simple design rakha jisse visitor ko post padhne me aasani rhe.apko apke blog ka themedesign badiya rakhna chahiye. Yah bahut matters rakhta hai.





Mene apko 8 point ke bare me btaya jinko apko new blog bnate samay dhyan rakhna hai.
Agar inke alawa bhi or koi point ho jo blogging start karte time dhyan rakhna chahiye to comment box me comments karke jarur btaye iske sath is post ko new bloggers ke sath share kare.
Thank you..




0 comments:

Popular Posts